Interesting SMS Love SMS Story

Ek chidiya ko safed gulab se pyaar ho gaya

❤❤❤
Ek chidiya ko safed gulab se pyaar ho gaya,
usne gulab ko propose kiya,
gulab ne jawab diya ki jis din main lal ho
jaunga us din main tumse pyaar karunga,
jawab sunke chidiya gulab ke aas-pass katon
mein lotne lagi
aur uske khun se gulab lal ho gaya,
ye dekhke gulab ne
bhi usse kaha ki wo usse pyaar karta hai
par tab tak chidiya mar chuki thi.
isiliye kaha gaya hai ki sacche pyaar ka kabhi
inthaan nahi lena ❤❤❤

Funny Whatsapp Videos

Funny Whatsapp GIFs