Dard Bhari Hindi Shayari | Sad SMS in Hindi
Kya Ikhtiyaar Tha Tumhe Apni Chahat Par
Jab Chaha Yaad Kiya, Jab Chaha Bhula Diya
Mujhe Behlaane Ke Tareeke Jaante They Tum
Jab Chaha Hansaya, Jab Chaha Rula Diya!
TopJokes.in