muskurati aankho se afsana likha tha,
shayad apka meri zindagi mein aana likha tha,
taqdeer to dekho mere ansuon ki,
inka bhi aapki yaad mein beh jana likha tha.

TopJokes.in