Thukra ke mujhse usne kaha..

“Khush raho”

Mene has diya,

Akhir sawal uski khushi ka tha,

aur maine wo khoya jo mera kabhi na tha,

par usne wo khoya jo sirf usi ka tha!

FunnyTube.in