Santa Ko Thane Mein Laya Gaya

.

.

Aur Police Inpector Ke Aage Pesh Kiya Gaya

.

.

.

Inspector: “Tumne Is Bechare Bikhari Ko Itna

Kyu Maara?”.

.

.

.

Santa: “Mene Isko Kitni Baar Bola Ki Main Aisa

Waisa Aadmi Nahi Hoon, Fir Bhi Sala Bolta

Hai,

.

.

.”Ek

Baar De De Baba“ . 😛 😀

TopJokes.in