Pappu ne Ghar ka Darwaza ukhara or kandhe pe rakh k Bazar me gya..

.

.

1 Admi ne poucha:” pappu, Drwaza Bechna hai kya.. ??

.

.

Pappu:” Nhi Re Tala Khulwana hai.. Chabi gum ho gyi hai..

Hanso mat Joke abhi aage hai..

.

.

.

.

Admi pappu se:” Agar ghar me chor ghus gaya to.. ??

.

.

Pappu:” Abe Dhakkan Andar kaise jayega darwaza to humare paas hai..

TopJokes.in