Play It Now

Badan mai aag si chehara gulab jaisa hai ke zahar-e-gam ka nasha bhi sharab jaisa hai kahan wo qurb ke ab to ye hal hai jaise tere firaq ka aalam bhi khvab jaisa hai magar kabhi koi dekhe koi padhe to sahi dil aaina hai to chehara kitab jaisa hai wo samane hai magar tishnagi nahi jati ye kya sitam hai ke dariya sarab jaisa hai ‘faraz' sang-e-malamat se zakhm zakhm sahi hamen aziz hai khanakharab jaisa hai khan
TopJokes.in