Play It Now

Jo na mil sake woh hi bewafa, yeh bari ajeb si baat hai. Jo chala gaya mujhi chor k, wohi aj tak mare sath hai Jis pyar main lab pe gila na ho yeh kisi kisi ka naseeb hai Yeh karam hai us ka jafa nahin jo juda rah kar bhi kareeb hai Wohi ankh hai mare robaro usi haath main mera haath hai Mera naam tak jo na le saka jise aikhteyar to tha mager, mujhi apna pyar na de saka Wohi shaks mare talash hai wohi dard mare hayat hai.
TopJokes.in